Best 195+ Life Shayari in English 2025

Life Shayari in English can say what our heart feels but words often fail to express. Have you ever felt low or deeply emotional and wanted something that speaks your heart out? This is exactly why we bring this special collection for you.

As someone who enjoys both writing and feeling emotions deeply, I know how powerful a few words can be. These Shayaris on life are simple, emotional, and full of meaning. Whether you’re searching for hope, pain, or deep truth about life — you’ll find something relatable here.

This blog is created especially for people like you and me, who want to connect with feelings. So take a moment and enjoy reading these thoughtful lines.

Life Shayari in English

Life Shayari in English
Life Shayari in English

Jis din kitaab-e-ishq ki takmeel ho gayi,
Rakh denge zindagi tera… basta utha ke hum.

The day the book of love is completed,
We’ll pack up our life and move on.

Life Shayari in English
Life Shayari in English

Aahista chal ae zindagi kuch qarz chukane baaki hain,
Kuch dard mitane baaki hain, kuch farz nibhane baaki hain.

Walk slowly, O life, some debts are still unpaid,
Some pains are yet to be erased, some duties still unfulfilled.

Life Shayari in English
Life Shayari in English

Zindagi darast-e-gham thi aur kuch nahi,
Ye mera hi honsla hai ki darmiyaan se guzar gaya.

Life was nothing but a chapter of sorrow,
It was my courage that made me walk through it.

Life Shayari in English
Life Shayari in English

Har samjhaute mein samajhdaar hi kyun jhukta hai,
Koi jhaank ke dekhe ek baar ki wo andar se kitna tootta hai.

Why is it the wise one who always compromises?
Someone should just look once inside — how deeply he is broken.

Maayne zindagi ke badal gaye ab to,
Kai apne mere badal gaye ab to,
Karte the baat aandhiyon mein saath dene ki,
Hawa chali aur sab mukar gaye ab to.

The meaning of life has changed now,
Even my close ones have changed now,
They once spoke of standing by me in storms,
But when the winds blew, they backed out.

Life Shayari in English
Life Shayari in English

Kadam-kadam pe naya imtihan rakhti hai,
Zindagi tu bhi mera kitna dhyaan rakhti hai.

At every step life gives a new test,
Life, you really take such deep care of me.

Life Shayari in English
Life Shayari in English

Ab zindagi mein farq nahi padta mujhe,
Kisi ke saath hone se ya kisi ke door chale jaane se.

Now it doesn’t make a difference in life,
Whether someone stays with me or walks away.

Life Shayari in English
Life Shayari in English

Kabhi-kabhi bahut rulaati hai zindagi,
Bina baat mujhe sataati hai zind

Sometimes life makes me cry a lot,
It troubles me without any reason.

Shayari in English on Life

Shayari in English on Life
Shayari in English on Life

Dhoop mein niklo, ghataon mein nahakar dekho,
Zindagi kya hai kitabon ko hataakar dekho.

Step out in the sun, bathe in the clouds,
If you want to see what life is, put the books aside.

Jeet bhi meri aur haar bhi meri,
Talwar bhi meri aur dhaar bhi meri,
Zindagi ye meri kuch yun sawaar hai mujh par,
Doobi bhi meri aur paar bhi meri.

Victory is mine and so is the defeat,
The sword is mine and so is its edge,
This life of mine rides me in such a way,
The drowning is mine and so is the crossing.

Aksar hum galat waqt mein hi,
Sahi safar par nikalte hain.

We often begin the right journey,
At the wrong time.

Safar zindagi ka bahut hi haseen hai,
Sabhi ko kisi na kisi ki talash hai,
Kisi ke paas manzil hai to raah nahi,
Aur kisi ke paas raah hai to manzil nahi.

The journey of life is very beautiful,
Everyone is in search of someone,
Some have a destination but no path,
Others have a path, but no destination.

Zindagi mein kisi bure ka chale jaana,
Zindagi mein kisi acche ke milne se kai behtar hai.

Someone bad leaving your life
Is much better than meeting someone good.

Manzil ki talash mein khud ko akele chalna hoga,
Bhatka hoon to kya hua, sambhalna bhi khud ko hoga.

In search of the destination, one must walk alone
Even if I’ve lost, I must also gather myself.

Duniya mein saikdon dardmand milte hain,
Par kaam ke log chand milte hain,
Jab musibat ka waqt aata hai, sab ke darwaze band milte hain.

You’ll meet hundreds who sympathize,
But only a few who truly help,
When trouble comes, every door is closed.

Zindagi Shayari on Life in English

Zindagi Shayari on Life in English
Zindagi Shayari on Life in English

Zindagi ke safar mein itna uljhh gaya hoon,
Raaste par to khada hoon par chalna bhool gaya hoon.

I’ve become so entangled in life’s journey,
I stand on the path but have forgotten how to walk.

Agar tumse koi pooche batao zindagi kya hai,
Hatheli par zara si khaak rakhna aur uda dena.

If someone asks you to describe life,
Just hold a pinch of dust in your palm and blow it away.

Samajhdari ek kala hai,
Aur is duniya mein sab kalakaar nahi hai.

Wisdom is an art,
And not everyone in this world is an artist.

Lamhon ki khuli kitaab hai zindagi,
Khyaalon aur saanson ka hisaab hai zindagi,
Kuch zaruratein poori, kuch khwahishein adhuri,
Inhi sawalon ka javaab hai zindagi.

Life is an open book of moments,
A record of thoughts and breaths,
Some needs fulfilled, some dreams incomplete,
Life is the answer to all such questions.

Kitaabon ne nahi sadkon ne sikhaya hai,
Zindagi jeene ka hunar.

It wasn’t the books, but the streets that taught me,
The art of living life.

Anjaan raahon par chal raha tha,
Zindagi se mulaqat ho gayi.

I was walking on unknown paths,
And I happened to meet life.

Kuch to bewafai tu bhi karti hai ae zindagi,
Warna tujhe chhod kar log jaate kyun.

You too betray us sometimes, life
Otherwise, why would people leave you?

Ye zindagi ki kahani bhi ajeeb hai,
Yahan khud ke alawa sabhi rishte suljhe hain.

This story of life is strange,
Every relationship seems sorted — except your

Life Partner Shayari in English

Life Partner Shayari in English
Life Partner Shayari in English

Kabhi banti thi to kabhi bigad kar baith jaati thi,
Tere saath jaisi bhi thi zindagi zindagi jaisi to thi.

Sometimes it came together, sometimes it fell apart,
But life with you — however it was — still felt like life.

Zindagi jisko tera pyaar mila wo jaane,
Hum to naakaam hi rahe chahne walon ki tarah.

Only the one who got your love knows what life is,
I remained a failure, like just another lover.

Badi shiddat se paaya tha jise wo aashna mera,
Fakat abhi haath thaama tha, bana wo humsafar mera

The one I found with deep devotion became my beloved,
Just as they held my hand, they became my companion

The guzre saath pal do pal, chale the do kadam hi bas.
Abhi to saath chalna hai, ki manzil door kaafi hai.

We only shared a few moments, took just a couple of steps.
But we still have to walk together, the destination is far.

Har tarah ke ilzaam sehne padenge,
Jab tak aapke kadam chalte rahenge.

You’ll have to endure every kind of blame,
As long as your feet keep moving.

Anjaane mein hi sahi,
Ek nek kaam karte rahe,
Unko karte rahe aabaad,
Khud ko barbaad karte rahe.

Even unknowingly,
We kept doing good deeds,
Kept making others prosper,
While we kept destroying ourselves.

Woh har baar agar chehra badal kar na aaya hota,
Dhoka maine us shakhs se yun na khaya hota,
Rahta agar yaad mujhe ki laut ke aati nahi,
Zindagi phir maine tujhe yun na ganwaya hota.

If only he hadn’t come each time with a different face,
I wouldn’t have been betrayed by him like that,
Had I remembered that life never returns,
I wouldn’t have wasted you, O life.

Jahan tak raasta maaloom tha humsafar chalte gaye,
Raaston ki uljhan mein tha humsafar bhi chhod gaye.

As long as the path was clear, the companion kept walking,
In the confusion of the way, even the companion left.

Sad Shayari😭 Life 2 Line English in Hindi

Sad Shayari😭 Life 2 Line English in Hindi
Sad Shayari😭 Life 2 Line English in Hindi

Humne apni baazi is qadar haari,
Ki wo jeet ke bhi afsos kar raha hai.

I lost the game so deeply,
That even he’s full of regret despite winning.

Bus Stand jaisi ho gayi hai zindagi,
Yahan log to bahut hain,
Par apna koi nahi

Life has become like a bus stand,
There are many people here,
But no one truly mine.

Jab-jab aansuon ne dastak di hai,
Mere dil ke darwaze khul jaaya karte hai.

Whenever tears have knocked,
The doors of my heart have always opened.

Mana ki mohabbat milna kismat ki baat hai,
Lekin na milna kisi barbadi se kam nahi.

Agreed, finding love is a matter of fate,
But not finding it is nothing less than destruction.

Jab bewafa na tha mehboob mera,
Mujhe ishq se nasha tha,
Jab se dikhayi bewafai usne,
Kasam se nashe se ishq ho gaya.

When my beloved wasn’t disloyal,
I was addicted to love.
But when he showed his betrayal,
I swear, I fell in love with the intoxication instea

Khud ki nazrein in duniyawalon ki kharaab hai,
Aur kharabi zamaane mein nikaalte hai.

Their own vision is flawed,
But they blame the world for the faults.

Life Shayari in English Hindi

Life Shayari in English Hindi
Life Shayari in English Hindi

Khatm hoti hui ek shaam adhoori thi bahut,
Zindagi se ye mulaqaat zaroori thi bahut.

The fading evening felt too incomplete,
This meeting with life was truly necessary.

Kehna aur poochhna to bahut hai tumse ae zindagi,
Bas bayaan karne ka tareeka aur alfaaz dhoondh raha hoon.

There’s so much I want to ask and say to you, O life,
I’m just searching for the right way and words to express it.

Aisa nahi hai ki ab teri justaju nahi rahi,
Bas toot kar bikharne ki aarzu nahi rahi.

It’s not that I don’t long for you anymore,
I just no longer desire to break and shatter for it.

Jaise samundar sabko apne andar sama leta hai,
Bas humein bhi bure doshon ko
Apne andar sama lena chahiye.

Just like the ocean swallows all into itself,
We too should absorb
Our faults within.

Log samjhaate to aise hai,
Jaise wo khud kitne samajhdaar ho.

People advise as if,
They themselves are very wise

Zindagi mein aise log bhi hote hai,
Jinhein hum paa nahi sakte, sirf chaah sakte hai!

In life, there are some people,
Whom we can’t have, only long for.

Jo doosron se jalta hai,
Woh jalkar bhasm hi hota hai.

One who burns with others’ success,
Only ends up burning into ashes.

Shayad yahi zindagi ka imtihan hota hai,
Har ek shakhs kisi ka gulaam hota hai,
Koi dhoondhta hai zindagi bhar manzilon ko,
Koi paakar manzilon ko bhi bemukam hota hai.

Maybe this is what life’s test is,
Everyone is a slave to someone,
Some keep searching lifelong for their destination,
While others feel lost even after reaching it.

Sad Life Shayari in English

Sad Life Shayari in English
Sad Life Shayari in English

Ae zindagi ab kitna rulaayegi mujhe,
Duniya mein aur bhi log hain.

Oh life, how much more will you make me cry?
There are many others in this world too

Zindagi tujhse har ek saans pe samjhauta karun,
Shauk jeene ka hai mujhko magar itna to nahi,
Rooh ko dard mila… dard ko aankhen na mili,
Tujhko mehsoos kiya hai tujhe dekha to nahi.

Should I make a compromise with life on every breath?
I do have a desire to live, but not to this extent.
My soul found pain… but pain found no eyes,
I’ve felt you, but never seen you.

Samajh jaata hoon meethe lafzon mein chhupe fareb ko,
Zindagi tujhe samajhne laga hoon aahista aahista.

I understand the deceit hidden in sweet words,
Life, I’ve slowly started to understand you.

Kya bechkar hum kharidein fursat… ae zindagi,
Sab kuch to girvi pada hai zimmedaari ke bazaar mein.

What should I sell to buy some peace… O life,
Everything is mortgaged in the market of responsibility.

Zindagi har haal mein ek mukaam maangti hai,
Kisi ka naam to kisi se imaan maangti hai,
Badi hifazat se rakhna padta hai dost ise,
Rooth jaaye to maut ka saamaan maangti hai.

Life in every state asks for a destination,
Sometimes a name, sometimes your faith,
One must protect it dearly, my friend,
If angered, it demands the tools of death.

Ganit vyaapaari ke liye acchi hai,
Rishtedaari ke liye nahi.

Math is good for a trader,
But not for relationships.

Kahaniyon ka silsila bas yun hi chalta raha,
Raha main waqt ke bharose aur waqt badalta raha,
Sooraj ki tarah tez mujh mein magar main dhalta raha,
Andhera har taraf aur main deepak ki tarah jalta raha.

The stories kept flowing just like that,
I stayed on the mercy of time, and time kept changing,
Bright like the sun, but I kept setting,
Darkness all around and I kept burning like a lamp.

2 Line Shayari on Life in Hindi English

2 Line Shayari on Life in Hindi English
2 Line Shayari on Life in Hindi English

Agar is duniya ne aapko badla nahi,
To aapne zindagi theek se jiya nahi.

If the world hasn’t changed you,
Then you haven’t truly lived life.

Raaste bahut hai is duniya mein,
Manzil waisi hi milegi jis raaste par chaloge.

There are many paths in this world,
You’ll reach the kind of destination that matches your path.

Agar kuch kar rahe ho to karte raho,
Kyunki chhod dene se to waise bhi kuch nahi milega.

If you’re doing something, keep doing it —
Because quitting will get you nothing anyway.

Na jaane wo log kaise hote hai,
Jo bolte kuch hai aur karte kuch aur hai.

I don’t understand such people,
Who say something but do something else.

Jab ek din marna hi hai,
To har din kyu marna hai?

If we must die one day,
Why die every single da

Hazm kar gaye saari acchaiyan meri,
Ugal gaye ye log buraiyan meri.

They swallowed all my goodness,
But these people spat out my flaws.

Bahut haseen hai zindagi,
Ise bojh hamari naasamajhi banati hai.

Life is truly beautiful,
It’s our foolishness that makes it feel like a burden.

Akele hi guzar jaati hai tanha zindagi,
Log tasalliyan to dete hain saath nahi dete.

A lonely life passes by all alone,
People offer consolation, but not their company.

2 Line Emotional Shayari in English on Life

2 Line Emotional Shayari in English on Life
2 Line Emotional Shayari in English on Life

Zindagi ke har dard ko sehta ja,
Aur apni manzil ki oor badhta ja.

Bear every pain of life,
And keep moving towards your goal.

Unhone mere saath galat kiya,
Ab main intezaar unki baari ka kar raha hoon.

They did wrong to me,
Now I’m waiting for their turn.

Har khwaab aur har khwahishein poori nahi hoti,
Har kisi ke zindagi mein aap zaruri nahi hote

Not every dream and desire gets fulfilled,
You are not essential in everyone’s life.

Saath bhi tab chhoda jab sab bure din kat gaye,
Zindagi tune kahaan aakar diya dhokha mujhe.

You left me right after all the bad days passed,
O life, where did you end up giving me betrayal?

Manzil pahunchne ke baad pata chala ki,
Manzil se accha to safar hota hai.

After reaching the destination, I realized,
The journey was better than the end.

Mann mein agar baatein hai,
To hum sahi tareeke se jee nahi paate hai.

If things stay inside the mind,
We can’t truly live the right way.

Jeene ki kami in logon mein hai,
Aur kami zindagi mein nikaalte hain

These people lack the will to live,
But they blame life instead.

Sirf saansein chalte rehne ko hi zindagi nahi kehte,
Aankhon mein kuch khwab aur dil mein ummeedein hona zaroori hai.

Just breathing isn’t called living,
You must have some dreams in your eyes and hope in your heart.

Heart Touching Zindagi Shayari on Life in English

Heart Touching Zindagi Shayari on Life in English
Heart Touching Zindagi Shayari on Life in English

Meri zindagi ka kissa bhi ajeeb tha,
Mujhse meri baat hi nahi karta hai.

The story of my life was strange,
It doesn’t even talk to me anymore.

Kuch log saath ho ye zaroori nahi,
Zindagi mein ho ye zaroori hai.

It’s not necessary for some people to be around,
But their presence in life is truly i

Bichhadna yaar ka jo de gaya, us dard ki tauba,
Adhoori aas, ek ehsaas, wo wasl-e-yaar baaki hai.

The parting from a friend left such pain — never again,
An unfinished hope, a deep feeling, the union is still awaited.

Kuch majbooriyon ke sahare apni zindagi bitate hain,
Warna marne ke sau bahaane to humein roz mil jaate hain.

We survive on a few compulsions in life,
Otherwise, we find hundreds of reasons to die each day.

Agar tum samajh jaate chaahat meri,
To chhod ke na jaate mohabbat meri.

If you had understood my desire,
You would not have left my love.

Humein na mohabbat mili na pyaar mila,
Humko jo bhi mila bewafa yaar mila,
Apni to ban gayi tamaasha zindagi,
Har koi apne maqsad ka talabgaar mila!

I found neither love nor affection,
Whoever I got was a disloyal companion,
My life became a spectacle,
Everyone came with their own purpose in mind!

Kabhi kabhi lagta hai jee loon zindagi,
Kabhi kabhi lagta hai chhod doon zindagi,
Is zindagi ke kisse bahut hain,
Man karta hai kaagaz par likh doon zindagi.

Sometimes I feel like I should live this life,
Sometimes I feel like I should leave this life,
There are so many stories of this life,
I feel like writing them all down on paper.

Utre jo zindagi teri gehraiyon mein hum,
Mahfil mein reh ke bhi rahe tanhaiyon mein hum,
Ise deewangi nahi to aur kya kahein,
Pyaar dhoondhte rahe parchhaiyon mein hum.

When we descended into your depths,
We remained in loneliness even among people,
If not madness, then what else could it be?
We searched for love in shadows

Happy Life Shayari in English

Happy Life Shayari in English
Happy Life Shayari in English

Zindagi jeene ka tareeka hai mere paas,
Is pal mein rehta hoon pichhle palon ko bhoolakar.

I have a way of living life —
I live in the moment, forgetting the past.

Sapne aise dekho jaise aap hamesha jeevit rahoge,
Aur aise jiyo jaise aap aaj hi marne wale ho.

Dream as if you’ll live forever,
And live as if you’re going to die today.

Toofano ka saamna karke to dekho,
Aur dat kar khade rehna seekh jaaoge.

Face the storms just once,
And you’ll learn to stand strong.

Jab se waqt bechna chhod diya,
Apne aap zyada lagne laga hoon.

Ever since I stopped selling my time,
I’ve started valuing myself more.

Is duniya mein agar kisi se umeed rakhna hai,
To sirf apne aap se rakho.

If you want to keep expectations from anyone in this world,
Then keep them only from yourself.

Jab se apne liye waqt nikaalne laga hoon,
Auron ke liye bachta hi nahi.

Ever since I started taking out time for myself,
There’s nothing left for others.

Zamaana sadiyon tak usko yaad rakhta hai,
Jo sirf apne liye nahi jeeta hai.

The world remembers for centuries,
The one who didn’t just live for himself.

Jab se main aaj mein rehne laga hoon,
Kal ki fikr nahi rehti ab.

Since I started living in the present,
I no longer worry about tomorrow.

Conclusion

Life Shayari in English is not just about words. It’s about the feelings we hide, the pain we bear, and the joy we celebrate quietly. Whether it’s about your journey, your life partner, or your silent tears, there’s a Shayari that speaks to you.

We hope our English Shayari gave you comfort, inspiration, or a smile. If you connected with any of them, feel free to copy and share with your loved ones. You never know whose day you might brighten with just a few honest lines.

FAQs

“Life is a journey, not a race” is one of the most loved Shayari lines about life.

You can find many emotional and simple 2-line Shayari in this blog post above.

Yes, all the Shayari shared here are perfect for Instagram, WhatsApp, and Facebook.

Shayari that talks about trust, love, and support are perfect for life partners. Check our “Life Partner Shayari in English” section above.

Yes, we created these with simple words and real emotions, so everyone can connect and understand easily.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *